Thursday, May 05, 2005

Bahut ersa ho gaya sune hue

Bahut lamba ersa (time) ho gaya Nimnlikhit (following) shabdon ko sune hue.

Nalayak (Good for nothing), Baherhaal , Kher (Anyhow), Rukhsat, Shabba-kher, Kintu, Paruntu, Santu, Uddeyshaya (Motto), Varan, Varishth, Sanskaar, Neech, Dusht, Moorakh, Zaleel, Vyagra, Chap-laa, Chappal, Feeta, Akhbaar (Newspaper), Naari, Sukhad, Nuksaan, Pichattar (75), Raakh, Angithi, Salwatein, Khwaish, Vazib, Mehfooz.

Nimnlikhit hain kuch Sambodhan (Ways to Address), jinhe bahut samay se nahin suna.

Janaab, Mahashay, Mahoday, Kibla, Moh-tarma, Huzoor

There are lot more...shall write them some other time...abhi to itne he yaad aaye....

3 comments:

  1. 2,4 Purani hindi movie dekh lena bhaiyya. Sara shabdon ka library sun sakte ho.
    Rupa

    ReplyDelete
  2. hmmmm...arre kisi ke muh se sunna reh gaya hai...aajkal log bahut choti si vocab use kerte hain

    ReplyDelete
  3. Adarniye Mahoday,

    Aapke dwara bataye gaye shabdkosh ko hum dhyaan mein rakhenge aur atyadhik baar aapke 'BLOG' mein prayog karne ki koshish karenge.

    Iti..
    Debalina

    ReplyDelete