Pata nahin kyun iss baar kuch jayada he naraz tha,
Ghar per sabhi se, Bhai se, Relatives se, Yarron Doston se,
Colleagues se, Managers se, Onsite Janta se, Offshore admin se,
Duniya bher ke fundon se, Iss kaam se, Apne Aap se, jindagi se,
khuda se, khud se, Insaano se, Jaanwaron se, Subeh se, shaam se,
Aaj kuch logon ko iss Narazgi se aazad ker diya hamesha ke liye....
Saanjh dhale Gagan taley ye khayal aaya ki Maate se kyun naaraz hoon mein...so bus ....Maate se varta ho gayi....ab dil ko sukoon hai chain hai ....Baaki Duniya se nibat lenge...koi ferk nahin padta kisi aur se...Maate ke alawa...
Coz I have met the ppl "Jinke Maa Nahin Hoti - "Mein Hoon Na" I had this as the most senti dialogue of the Year..."
That is not your fault, some creature on earth master the art of irritating inocent people.
ReplyDeleteAnyways good u have overcome that.
Congrates for meeting your "Mein Hoon na" :)