Tuesday, June 21, 2005

Hum bhi hai race mein

Long time back I found out this quote somewhere, "Even of you win a RAT race you are still a RAT", then I removed myself from all the races. Now another thought is getting straight into my mind, "Doesn't matter if it's a RAT race, but to be in this Olympic, you have to win some races, then why not this one."

anyhow....with this thought lets get some straight originals,

Nahin maloom humko ki, kiss kader mohabbat kerte hum,
Per kya bigad jaata uss khuda ka, jo aaj hume usse keh lene diya hota.

Jaane kanha kanha se log aaye, aur thokar maar ke chale gaye,
Aur hum jaane kab se tere intezar mein, masjid per baithe rahe,

Jab bhi girta tha, aansoon ka katra,
kuch azeeb sa armaan jaag uth-ta tha,
tere liye her shaam guzari humne dariya kinare,
per na jaane kyun tu phir bhi na aayi janaaze per hamare.

yun he nahin uth-ti thee aah mere dil se,
yun he nahin hum shaamil the teri mehfil mein,
yun he nahin aaye tum aaj masjid mein meri,
aur kha ke thokar yun he nahin hum baithe tere darwaze per,

2 comments:

  1. Why so senti one dear?
    One of my friends said "Every one in life should get betrayed in love". Because the pain which u experience when u are betrayed is incomparable to any other in life. All other pain seem to be silly.

    ReplyDelete
  2. bus kuch apne se lumhon ke liye chaha tha saath,
    per na jaane kyun kyun khuda ko lagaa ki jaise khatre mein hai khudai uski,

    ReplyDelete