Sunday, March 27, 2005

Her kissi ko nahin milta yahan pyar jindagi mein

Her kissi ko nahin milta yahan pyar jindagi mein,
Shayad isiliye log terestein hain iss ko paane ke liye,

akhir kyun hai aisa,
kya ye kismat ki baat hai,

ya kuch aur hai ye,

Socte sochte kuch to soch gaya,
chura ke kuch pal apne dil ke kissi kone mein samet ker rakh gaya

4 comments:

  1. Not everyone is lucky...or lets just say unlucky enough !

    ReplyDelete
  2. Jeene ke hain chaar din, baaqi hain bekaar din
    Hey jeene ke hain chaar din, baaqi hain bekaar din
    Jaaye jaaye, jaaye jaaye
    Ek baar jo jaaye, jawaani phir na aaye
    Hey hey, jawaani phir na aaye
    Hey hey, jawaani phir na aaye
    ***********************************

    Her kissi ko yahin milta yahan pyar jindagi mein,
    log apne andaz badal de hain tho yahan pyar hi pyaar hain jeene ke liye
    Her kissi ko yahin milta yahan pyar jindagi mein,
    Agar kissi ka saat toote woh hamare achche ke liye.

    ReplyDelete
  3. Hirdu it was me who signed an anonymous comment in your blog for both the posting.

    ReplyDelete
  4. Yes, u r right harsh, but love is not only the lust or adjustment a man & woman make for thier selfish needs,

    but pyaar wo cheese hai, parents love, brothers love, love with nature, flower, bird, small baby.

    jo cheese khushi deti hai mann ko, wo pyaar hai. Mera duniya ko dekh neka nazariya badal gaya hai. may be I am wrong.

    one day a colleague of mine was singing this Song. "Is pyaar ko kya naam do"

    Other colleague replied "Hawas"
    Indeed , it was a Hawas

    ReplyDelete