Tuesday, September 14, 2004

!! Kabhi Kabhi !!

Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hain

Ki zindagi teri zulfon ki narm chhaon main guzarne pati,

To sadab ho bhi sakti thi,

Yeh ranjho gham ki siyahi jo dil pe chhayi hain,

Teri nazar ki suahon main kho bhi sakti thi,

Magar yeh ho na saka,

Magar yeh ho na saka aur ab ye aalam hain,

Ki tu nahin, tera gham, teri joostjoo bhi nahin,

Guzar rahi hain kuchh iss tarah zindagi jaise,

isse kisi ke sahare ki aarzoo bhi nahin,

Na koi raah, na manzil, na roshni ka suragh,

Bhatak rahin hai andheron main, zindagi meri

Inhi andheron main reh jaoonga kabhi kho kar,

Main janta hoo meri hum-nafas, magar yoonhi,

Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai......

For those who dont know hindi Here is English Version

often a thought comes in my heart

if i have life under shadow of your hair

it would of been more peaceful

the ink of pain and sorrow on my heart

could've been lost in your eyes

but it didn't happen

but it didn't happen, now life is on verge

that i don't have you nor sorrow neither hopes

living life without any support/landing hand

no road, no goal, nor way to see light

my life is travelling in darkness

i'm to be lost in darkness someday

i know it's my love of life, but

often a thought comes in my heart....

3 comments:

  1. Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai
    Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai
    Ke kyon kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai?

    Software engineer's act , got it right? CAP tech from net ;-)

    ReplyDelete
  2. Na Jaan kyon ye khayal mere khayal mein aata hai ki....

    ReplyDelete
  3. But Mere Khayal mein Hamesha Ye hi kyon aata hai

    ReplyDelete