Woh Golgappe, Woh Tikki, Woh Chole Bhatoore, Woh Dhokla, Woh Samosa, Woh Raj Kachori, Woh Cham Cham, Woh Rus Malai, Woh Gulaab Jamun, Woh Kaaju ki barfi, Woh Pyaz and Paneer ke pakode, Woh Daal Baati, Woh Matar Pulav, Woh Butter Naan, Woh Shaahi Paneer, Woh Jalebi, Woh Thandi Kulfi, Woh aaloo ki kachori, woh dahi thodi, Woh Mirch ka Saalan, Woh Makhanni Daal, Woh 4 Andon ki bhurji, Woh Laalaji ki Chai, Woh Allo ke sandwich, Woh Thumbs UP, Wo Britannia Ka Fruit Cake, Woh Idli and Dose, Woh Kinare Sadak ke Chowmein, Woh Aam ka achaar and Allooo ke Makkhan Wale Paranthe, Woh Bhel poori, Woh Chole kulche, Woh Baalooshahi, Woh Tomato Soup, Woh Shahi Toast, Woh Chicken Roast, Woh kheere ka Rayeta, Woh Ommlette with Adrak, pyaz and Mirchi, Woh Pav Bhaji, Woh Gobi ki Sabzi Tazzi tazzi, Woh Frooti, Woh Gun-ne ka Juice, Woh Tarbooz, Woh Lichi, Woh Kat-hal ki Sabzi...
"Bahut ho gaye firang mein fatare, Channa Ve Ab to Ghar Aa re"
Ek hi baat yaad ayi "Ghar aaja pardesi teri yaad....
ReplyDeleteWaise,meri adi bimaari dhoor hogayi list padke,ab tho sirf college jaane ki deri hai,toot pado chatbhandar pe:)
Sahi hai na ye list :) isse padkar sachi muchi marne ka erada chhod dein :) So life mein jayada nahin do funde, nahin to padenge bahut saare dun-de :)
ReplyDeleteAur woh ghar per maa ka khanna .. aur maa ki daant... ghar per araam se der tak sona ....
ReplyDeleteha ha ha saddist moi. u are now frusti No 1, i am making you more senti.
ReplyDeleteChitthi Aayi Hai Aayi Hai
Chitthi Aayi Hai
Chitthi Aayi Hai Vatan Se
Chitthi Aayi Hai
Bade Dinon Ke Baad,
Hum Bevatnon Ko Yaad
Vatan Ki Mitti Aayi Hai,
Chitthi Aayi Hai ...
Upar Mera Naam Likha Hai,
Andar Ye Paigham Likha Hai
O Pardes Ko Jaane Vaale,
Laut Ke Phir Na Aane Vaale
Saat Samundar Paar Gaya Tu,
Humko Zinda Maar Gaya Tu
Khoon Ke Rishte Todh Gaya Tu,
Aankh Mein Aansoo Chhodh Gaya Tu
Kum Khaate Hain Kum Sote Hain,
Bahut Zyaada Hum Rote Hain
Chitthi Aayi Hai ...
Sooni Ho Gaeen Shehar Ki Galiyaan,
Kaante Ban Gaeen Baag Ki Kaliyaan
Kehte Hain Saawan Ke Jhule,
Bhool Gaya Tu Hum Nahin Bhoole
Tere Bin Jab Aayi Diwali,
Deep Nahin Dil Jale Hain Khaali
Tere Bin Jab Aayi Holi,
Pichkaari Se Chhooti Goli
Peepal Soona Panghat Soona
Ghar Shamshaan Ka Bana Namoona
Fasal Kati Aayi Baisakhi,
Tera Aana Reh Gaya Baaki
Chitthi Aai Hai ...
Pehle Jab Tu Khat Likhta Tha
Kaagaz Mein Chehra Dikhta Tha
Bund Hua Yeh Mel Bhi Ab To,
Khatam Hua Yeh Khel Bhi Ab To
Doli Mein Jab Baithi Behna,
Rasta Dekh Rahe The Naina
Maein To Baap Hoon Mera Kya Hai,
Teri Maan Ka Haal Bura Hai
Teri Biwi Karti Hai Seva,
Soorat Se Lagti Hai Bewa
Toone Paisa Bahut Kamaaya,
Is Paise Ne Desh Chhudaaya
Panchhi Pinjra Todh Ke Aaja,
[Anonymous] - There was NO Maa ki daant :), I am still the happy go lucky kid for her. And Sona to yahan bhi bahut hai :)
ReplyDeleteI can grasp bits & pieces of this. :)
ReplyDeleteSweet.
still waiting for ur response. I left a msg for u earlier....
hmm im on atkins diet cant take nithng ...
ReplyDeletechal uth chalye...
des tur chalye...
[boldnbeautiful] - Nice try...But I am more senti about foodndrinks than to the Nation. My being here is neccessary for my nation, coz If I am not here, then there are several others who cannot have proper "Roti" there, and that won't be coz I eat a lot, it shall be coz I need to create business for them :(
ReplyDelete[blackempress] - I am looking for the same :(, Only One clue I need
ReplyDelete[Unaiza] - Fir se life mein funda...O lord !!
[Blackempress] - this is a list of all the cusines I miss.
ReplyDelete