Bahut lamba ersa (time) ho gaya Nimnlikhit (following) shabdon ko sune hue.
Nalayak (Good for nothing), Baherhaal , Kher (Anyhow), Rukhsat, Shabba-kher, Kintu, Paruntu, Santu, Uddeyshaya (Motto), Varan, Varishth, Sanskaar, Neech, Dusht, Moorakh, Zaleel, Vyagra, Chap-laa, Chappal, Feeta, Akhbaar (Newspaper), Naari, Sukhad, Nuksaan, Pichattar (75), Raakh, Angithi, Salwatein, Khwaish, Vazib, Mehfooz.
Nimnlikhit hain kuch Sambodhan (Ways to Address), jinhe bahut samay se nahin suna.
Janaab, Mahashay, Mahoday, Kibla, Moh-tarma, Huzoor
There are lot more...shall write them some other time...abhi to itne he yaad aaye....
2,4 Purani hindi movie dekh lena bhaiyya. Sara shabdon ka library sun sakte ho.
ReplyDeleteRupa
hmmmm...arre kisi ke muh se sunna reh gaya hai...aajkal log bahut choti si vocab use kerte hain
ReplyDeleteAdarniye Mahoday,
ReplyDeleteAapke dwara bataye gaye shabdkosh ko hum dhyaan mein rakhenge aur atyadhik baar aapke 'BLOG' mein prayog karne ki koshish karenge.
Iti..
Debalina